Dil Dhadakne Do Movie Best Dialogue Lyrics (All Hit Dialogue)
Dil Dhadakne Do Famous Dialogue: Dil Dhadakne Do (2015) is an Indian comedy drama Hindi film directed by Zoya Akhtar and produced by Ritesh Sidhwani and Farhan Akhtar.
Dil Dhadakne Do is a multi-starrer bollywood movie featuring Anil Kapoor, Shefali Shah, Priyanka Chopra, Ramveer Singh, Anushka Sharma, Farhan Akhtar on lead role. Aamir Khan has given his voice for a dog character (Pluto). Below are the complete list of all the famous hit dialogue collection of the Dil Dhadakne Do movie by Aamir Khan (Pluto) and other stars.
Read More: 3 Idiots Dialogues Status
Aamir Khan’s (Dog Pluto) Best Dialogue Lyrics From Dil Dhadakne Do Movie
- Shaadi Koi Race Nahin Jo Finish Line Tak Pahanchna Hai…
- Kisko Chahiye Ya Nahin, Mummy Dad Gyaan To Dete He Rehte Hain…
- Lekin Kutte Ke Pooch Kabhi Thik Hui Hai Kya? Bachhe Wahin Karenge Jo Unhen Thik Lagta Hai…
- Agar Koi Ladka Kisi Ladki Se Mile To Uski Family Ko Koi Problem Nahin. Kehte Hain Ladka Jawaan Ho Gaya Hai… Lekin Agar Koi Ladki Kisi Ladke Se Mile To Izzat Kharab Ho Jaati Hai.. Kamaal Ka Logic Hai…
- Pyar Ka Shuruwat Main Aisa Hi Hota Hai… Zabaan Kam Chalti Hai, Aankhen Bolti Hai.. Badan Bolte Hain…
- Inssano Ke Paas Ek Chee Badi Kamaal Ki Hai.. Woh Hai Zubaan, Bhasa. Iske Wajah Se Woh Ek Doosre Se Apni Ideas, Apni Feelings Share Kar Sakte Hain… Magar Sahab, Yeh Bhi Inhi Ka Kamaal Hai Ki Iss Facility Ke Hote Huye Bhi In Mein Jitni Misunderstandings Hoti Hai Woh Bezubaan Jaanwaron Mein Bhi Nahin Milengi.
- Andar Se Kuch Aur Hote Hai, Aur Bahar Se Kuch Aur. Yeh Kaam Jab Doosre Karte Hain Toh Insaan Isse Hypocrisy Kehte Hai, Aur Khud Kare To Duniyadaari.
- Jab Tak Dum Mein Dum Hai.. Yeh Log Apne Bachoon Ke Zindagi Main, Kam Se Kam Ek Taang Toh Adayen Rehte Hain..
- Hum Jaanwar Bhi Apne Bachhon Ko Training Dete Hai. Sherni Hai Toh Apne Bachho Ko Sikar Sikhayegi, Kabootar Hai Toh Udna.. Par Ek Baar Agar Bachhe Bade Ho Gaye Toh Unhe Ani Marzi Se Jeene Ke liye Chhodh Dete Hain..Magar Humare Desi Maa Baap Kabhi Yeh Maan Hi Nahin Sakte Ki Unke Bachhon Mein Itni Akal Aa Gayi Hai, Ki Woh Apni Marzi Se Jeeye.
Related: Jab Tak Hai Jaan Movie Dialogues