Shootout At Wadala Movie Dialogues (Complete List)

Shootout At Wadala Movie Poster Full HD Desktop Wallpaper

Shootout At Wadala Movie Dialogue Lyrics (All Hit Dialogues)

Shootout At Wadala Movie Famous Dialogue: Shootout At Wadala (2013) is an Indian action crime thriller Hindi movie written and directed by Sanjay Gupta. Movie is based on a true story.This is the first ever registered encounter by the Mumbai Police, which took place on November 1, 1982.

Shootout At Wadala film is the sequel of 2007 Hindi film Shootout At Lokhandwala. Movie features John Abraham, Anil Kapoor, Kangana Ranaut, Tusshar Kapoor, Manoj Bajpayee, Sonu Sood and Mahesh Manjrekar in lead roles. Below are the complete list of all famous hit dialogue lyrics collection of the movie.

Also Check: Force 2 Movie Best Dialogue Collection

John Abraham’s Best Dialogue Lyrics In Shootout At Wadala Hindi Film

  • Sareer Main 206 Haddiyan Hai, Aur Sambidhan Main 1670 Kanoon, Haddi Se Lekar Kanoon Sab Todta Hoon.
  • Tujhe Izzat Ki Roti Khilaunga Uski Koi Guarantee Nahi De Sakta, Lekin Roti Ke Saath Izzat Zaroor Dilaunga.
  • Doosra Mauka Sirf Kahaniyan Deti Hai.. Zindagi Nahin.
  • Gunehgaar To Koi Bi Ban Sakta Hai, Lekin Yeh Yaadgar Banne Ka Mauka Hai.
  • Zunk Hathyaaro Ko Lagta Hai.. Iraado Ko Nahin.
  • Guru Ko Bada Uska Sishya Banata Hai.. Agar Eklavya Ne Angutha Nahin Kata Hota Toh Drona Ko Koi Thoda Yaad Rakhta.
  • Bandook Chalane Se Pehle Bandook Sambhalna Sikh, Nahin To Galat Jage Pe Phat Jayegi.
  • Aadmi Ko Insaan Banne Se Pehle Jaanwar Banna Padta Hai.
  • Raftaar Tezz Na Ho Toh Dushman Ki Chalayi Goli Ka Kaam Asaan Ho Jaata Hai.
  • Mujrim Maa Ke Pet Pe Kam, Police Station Ke Gate Pe Zyada Bante Hain.
  • Jo Galat Hai Toh Galat Hai.. Aur Main Kuch Galat Nahin Karta.
  • Mera Shautela Baap Roti Khila Saka Ya Nahin. Maar Jaroor Khilata Tha. Aur Aae. Aae Mujhe Bachate Bachate Khud Ko Bachana Bhul Gayi.
  • Randi Bhi Aurat Hai, Aur Har Aurat KI Marzi Hoti Hai.
  • Pehli Galti Tune Haath Pakad Ke Ki, Aur Dusri Haath Utha Ke. Teesri Galti Karne Ki Galti Mat Karna, Warna Itna Maroonga Ki Dard Ko Bhi Samajh Nahin Aayega Ki Kaunse Zakhm Se Bahar Nikloon.
  • Mohabbat Hai To, Mohabbat Ko Kothe Pe Nahin Kothi Pe Rakhte Hain. Taa-Ki Log Jurrat Kam Aur Izzat Zyada Karen.
  • (Kyun Chote – Maonoj Bajpayee, Jabaan Kuch Jyada Chalata Hai- Sonu Sood) Chaatne Se Chalana Achha Hai.
  • Gotiyon Se Khelne Ki Umar Main Goliyon Se Khelega.
  • Jaga Jaga Mutkar Apna Ilaka Kutte Reserve Karte Hain.
  • Tune Kabhi Hospital Main ECG Ki Machine Dekhi Hai.. Uske Lakeer Jab Tak Tedhe Chalti Hai, Aadmi Zinda Rehta Hai. Jaise Hin Sidhi Hui Aadmi Khatam.
  • Akeli Ledki Ki Saree Safeed Ho Ya Rangeen. Jabarjasti Utarne Wale Haramion Ki Kami Nahin Hai Is Sahar Main.
  • Tujhe Kya Lagta Hai, Manya Surve Ki Bistar Garam Karne Waliyon Ki Kami Hai, Jiske Taraf Isara Karonga, Saali Daudkar Aayegi.
  • Kahan Tha Na Maine, Jis Din Marunga Chaati Par Maroonga. Main, Bombay Ka Naya Baap. Manya Surve.

Anil Kapoor’s Hit Dialogue In Shootout At Wadala Movie

  • Police Ke Goli Main Itna Loha Hai, Ek Baar Thokdi Na.. Toh Zindagi Bhar Tere Khoon Main Iron Ki Kami Nahin Hogi.
  • Do Waqt Ki Roti Kamata Hoon, Paanch Waqt Ki Namaaz Padhta Hoon. Isse Zyada Meri Zaroorat Nahin, Aur Mujhe Kharidne Ki Teri Aukat Nahin.
  • Tum Galat Karoge Hum Rokenge, Tum Gunha Karoge Hum Thokenge. Tum Ho To Hum Hai. Aur Humara Yeh Lafda Chalta Rahega Chalta Rahega Chalta Rahega.
  • Kuch Log Itihaas Padhte Hai Kuch Padhaate Hai, Lekin Hum Itihaas Banane Jaa Rahe Hain.
  • Saand Kitna Bhi Akela Kyun Na Ho, Uski Hifazat Karne Ke Liye Aaju Baju Baand Zaroor Rehte Hai.
  • Jeete Ji Tune Kanoon Ki Itni Thukaai Ki Hai Ki.. Ki aaj Tujhe Khuda Ki Khudaai Bhi Nahin Bacha Sakti.
  • Ek Hizre Ke Haath Main Bandook Ho Toh Apne Aap Ko Mard Samajhta Hai Aur Ek Gundey Ke Haath Main Bandook Ho To Khud Ko Khuda Samajhta Hai.
  • Sach Akalmand Nahin, Par Jhooth Ki Tarah Buzdil Bhi Nahin.
  • Agar Khakee Ki Izzat Karta Toh Aaj Khaak Main Nahin Milta.
  • Tere Game Khatam Abhi.
  • Waise Har Kisike Mukkadar Main Uske Hisse Ki Saanse Likhi Hoti Hai. Lekin Ab Toh Tere Hisse Ka Mukkadar Hi Khatam.
  • Maut To Teri Lene Ki Firaaq Main Hamesha Thi Maniya, Naseeb Bala Hai Tu, Ki Zindagi Ne Tujhe Kuch Din Aur Tujhse Ishq Pharmaya.
  • Yahan Jo Kuch Bhi Hua Uske Jimmedar Hum Hai. Maanta Hun Ki Kapde Uttarkar Nanga Kisi Aur Ne Kiya Hai, Lekin Uski Izzat Humari Nakami Ne Luti Hai.
  • Maut Toh Inke Ghar Bhi Hai, Kal Maatam Pura Shehar Manayega.

Manoj Bajpayee’s Famous Dialogue In Shootout At Wadala

  • Badshah Ki Gali Main Aake Uska Pata Nahin Poochte, Gulamo Ke Jhuke Huye Sarr Khud Ba Khud Rasta Bata Dete Hai.
  • Jis Safai Ki Aap Baat Kar Rahe Ho, Usme Sadko Par Sabun Ka Paani Nahin Khoon Bahega.
  • Sher Ko Maarne Se Gidad Sher Nahin Ban Jata.
  • Aurat Baba Adam Ke Jamane Se Hum Mardo Ki Maar Rahi Hai. Ek Seo Ko Kya Tarsi, Hume Jannat Se Bedakhal Kar Diya. Palat Ke Dekha Jab Badshaahon Ko, Takte Palat Gaye.
  • Yeh Mera Bhai Hai, Dilawar. Iske Saamne Nazar Ya Zabaan Unchi Mat Karna.
  • Kamzoor Nahin, Saale Policewaale Tum Sab Namard Ho. Bandook To Hai, Lekin Goli Main Loha Nahin Hai.
  • Kabhi Shar Kati Murgi Ko Dekha Hai, Kaise Fad Fad Fad-fadati Hai Oh. Jism Ko Yakeen Hin Nahin Hota Hai Ki Uska Sar Kalam Ho Chuka Hai.

Tusshar Kapoor’s Dialogue Lyrics In Shootout At Wadala Film

  • Jail Main Nirdosh Aur Randi Khane Main Nirodh, Dono Ki Koi Value Nahi Hai.
  • Tu Ya Toh Maarega Ya Toh Marwayega. Marwa Diya Toh Gum Nahin, Lekin Aagar Maara Toh Phir Hum Kisi Se Kam Nahin.
  • Olympic Khelo Ka Manna Hai Ki Jeet Ya Haar Chodo, Shaan Se Khelo. Apna Manna Hai Ki Shaan Ki Maa Ki Aankh, Yahan Jaan Se Khelo. Jaan Lo Ya Jaan Do.
  • Tu Agar Upar Nahin Gaya Na.. Toh Ek Din Bahut Upar Jaayega.
  • Dosti Ka Koi Mazab Nahin Hota.
  • Jail Main Ladna, Marna, Maarna Sab Maaf Hai. Mooh Kholna Maaf Nahin Hai.
  • Saale Main Itna Masal Hai Ki Kisiko Bhi Masal Sakta Hai.
  • Teri Roti Tere Pet Main Bekar Jaaye, Usse Achha Seikh Munir Ke Pet Main Jaake Dakar Aaye.
  • Tera Namakh Khaya Na. Toh Jaan Bachani Padi.
  • Tere Paas Chaar Hapte Hai Jeene Ke Liye, Uske Paas Hai Peene Ke Liye.
  • Yahan Suhaag Raat Manane Ke Liye Shaadi Karne Ki Zaroorat Nahin Hai.
  • Maon Oh Brucee Hun Jisne Aath Saal Se Li Nahin.
  • Baat Bharose Ki Nahin Hai, Waqt Ki Hai. Waqt Ki Fitrat Main Hi Bewafaai Hai. Kal Hamari Goud Main Baitha Hua Tha, Aaj Unki.

Sonu Sood’s Famous Dialogue In Shootout At Wadala Bollywood Movie

  • Maafi Galtiyon Ki Hoti Hai, Gunnaho Ki Nahin. (Manoj: Aur Yeh Gunnah Teri aakhri Galti Thi, Lala)
  • Phasal Barsaat Se Ugti Hai, Baadal Ke Garajne Se Nahin.
  • Jitna Kaatna Tha Kaat Diya. Ab Kaatne Ki Bari Meri.
  • Buzdilli Aksar Logon Ko Zinda Rakhta Hai.
  • Piche Khada Hota Aur Pith Be Bar Karta. (John: Jisdin Karega Manya Surve Chaati Pe Baar Karega)
  • Oh Kya Hai Na, General Knowledge Hai. Ki Police Hamesha Derr Se Aati Hai. Toh Socha Yahin Baith Ke Intezar Karle.
  • Chidiya Ghar Main Khada Hai, Yahan Har Gawah Gandhiji Ka Nahin Hamara Bandar Hai. Jo Na Humari Buraai Sunta Hai Na Dekhta Hai Na Bolta Hai.
  • Bhai Mera Gaya Hai…. Badla Bhi Mera Hin Hoga. Yeh Mulk Abaad Rahe Na Rahe Par Kabarstaan Zaroor Banega.

Mahesh Manjrekar’s Dialogue In Shootout At Wadala Hindi Film

  • Aisi Darindgi Ki Himmat Mastan Gang Ke Ilawa Aur Koi Kar Nahin Sakta.
  • Hum To Sirf Maarenge. Oh To Maar Hi Dalenge. Mastaan Gang Ke Khilaaf Gavahi De Kar Kaun Apne Bachho Ko Anaath Banayega.
  • Aaj Iss Sahar Main Humari Koi Haisiyat Nahin, Tum Kya Waade Ko Lekar Baithe Ho.
  • Sher jab Budha Hota Hai, Kutte Bi Bhokne Lagte Hain.
  • Shootout At Wadala Movie Dialogues Lyrics Collection

    • Meri Bandook Se Nikli Har Goli Pehle Mujhe Salaam Thokti Hai… Aur Phir Mere Nishaane Ko. – By Siddhant Kapoor (Gyancho)
    • Jhagda Tabhi Hota Hai Jab Dard Hota Hai, Aur Dard Tabhi Hota Hai Jab Pyar Hota Hai. – By Kangana Ranaut
    • Dost Aur Mauke Baar Baar Nahin Aate.
    • Behench*d Eklauti Aisi Gaali Hai Joh Humare Desh Ke Har Language Main, Har Culture Main Is Tarah Gul-Mili Hai, Jaise Whisky Main Soda.
    • Is Vardi Ka Rang Khaki Kis Liye Hai Pata Hai? Kyun Ki Yeh Rang Us Mitti Ka Bhi Hai Jis Main Har Policewala Milne Ke Liye Bhi Aur Milaane Ke Liye Nahi Tayar Hai. – By Jackie Shroff
    • Is Ghar Main Do Hi Cheez To Special Hai, Aai Ka Chicken Aur Aai Ka Chikna. – By Vineet Sharma (Bhargav Surve)
    • Mujhe To Mere Bachhe Bhi Kamina Samajhte Hain. – By Raju Kher
    • Sahi Keh Raha Hai Tu. Tune Koi Galti Nahin Ki. Galti To Tere Baap Ne Ki Hai. Saale Ne Dono Baar Chu**ye Paida Kiye Hai. – By Raju Kher
    • Sach Akalmand Ho Na Ho, Kamse-Kam Jhut Ki Tarah Buzdil To Nahin.
    • Ab Dharmendra Aur Amitabh To Aapse Milne Sa Rahe, Ab In Dono Se Kaam Chal Jayega. By Arif Zakaria (Sadiq)
    • Wardi Main Andar Jaayenge To Kafan Main Bahar Aayenge. Kafan Sar Pe Baandh Ke Jaate Hain. – By Ronit Roy
    • Aaj Tak Police Ki Aise Koi Van Nahin Bani Hai, Jo Yakub Lala Ko Apne Ilake Se Le Ja Sake.
    • Randi Hai Saali, Aur Mandi Main Randi Ki Marzi Nahin Hoti.
    • Pehli Baar Dekha, Angur Phata Upar Aur Juice Nikla Niche.

    About the Author

    Mihir Prasad Mahanta

    Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

    Leave a Reply

    This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.