Garv Movie Dialogue Lyrics (Complete List Of All Famous Dialogue)
Table of Contents
Garv Movie Famous Dialogue: Garv (2004) is an Action Movie directed by Puneet Issar and produced by Sunil Mehta starring Salman Khan and Shilpa Shetty on lead role along with Arbaaz Khan, Amrish Puri, Shivaji Satam, Shivaji Satam, Govind Namdev and Farida Jalal on supporting role.
Garv movie is the story of a honest cop Arjun Ranawat (Salman Khan), who leads a Special Task Force to fight against crime in Mumbai and how his family went through some bad time for his honesty. Below are the complete list of all best dialogue lyrics of Salman Khan, Amrish Puri and other stars in Garv.
Salman Khan’s Hit Dialogues in Garv Movie
Kyun Ki Bhagwan Ek Hi Waqt Har Jagah Nahi Ho Sakte Na … Is Liye Unhone Maa Ko Banaya Hai.
Is Umar Mein Jab Haddiyan Tootti Hai … Toh Badi Mushkil Se Judti Hai.
Hamara Constitution Karam Pradhaan Hai … Dharam Pradhaan Nahi.
Is Napunsak Samaaj Mein Antim Vijay … Sada Asatya, Adharm Aur Anyaay Ki Hi Hoti Hai.
Main Apna Antim Sanskar Kar Chuka Hoon.
Humne Uski Jamaad Aur Uska Naam Ration Card Se Kaatna Shuru Kar Diya Hai.
Jab Beti Badhi Ho Jaati Hai … Toh Maa Ke Seene Ka Bojh Badh Jaata Hai.
Paiso Ke Liye Aatankwadi Ladte Hai, Sipahi Nahi … Sipahi Sirf Apne Vatan Ki Izzat Aur Mulk Ki Hifazat Ke Liye Ladte Hai.
Mujhe Toh Yahan Har Mard Ki Nazar Mein Sirf Bhook Aur Havas Nazar Aati Hai … Lekin Arjun Ki Nazar Mein Mujhe Imaan Aur Izzat Nazar Aati Hai. – By Shilpa Shetty
Mere Revolver Se Nikalne Waali Goli … Mujrim Se Uski Zaat, Ya Uska Mazhab Nahin Poochti … Ki Woh Hindu Hai Yah Musalman.
Tu Goli Lena Kaise Pasand Karega … Pani Ke Saath, Sode Ke Saath, Whiskey Ke Saath … Yah Phir Direct.- By Arbaaz Khan