Rang De Basanti Movie Dialogues (Famous Quotes)

Rang De Basanti Movie Poster - Aamir Khan - Full HD Desktop Wallpaper

Rang De Basanti Movie Dialogue Lyrics (Complete List Of All Famous Movie Quotes In Writing)

Rang De Basanti Famous Movie Quotes: Rang De Basanti (2006) is an Indian patriotic drama film written, directed and produced by Rakeysh Omprakash Mehra. English meaning of the film is “Paint Me With The Color Of Spring“. Movie features Aamir Khan, Siddharth, Atul Kulkarni, Kunal Kapoor, Sharman Joshi, Alice Patten, Soha Ali Khan, R. Madhavan, Waheeda Rehman, Soha Ali Khan and british actress Alice Patten.

Rang De Basanti Hindi movie is about six friends who help an English filmmaker create a documentary about Indian freedom struggle. During filming, this group of friends learn about those before them and the importance of fighting for their rights. Below are the collection of all the famous patriotic dialogues in writing from the Rang De Basanti Bollywood movie.

Also Check: Ghajini Movie Dialogues

Aamir Khan’s Best Dialogue Lyrics In Rang De Basanti

  • Zindagi Jeene Ke Do Hi Tarike Hote Hai … Ek Jo Ho Raha Hai Hone Do, Bardaasht Karte Jao … Ya Phir Zimmedari Uthao Usse Badalneki…
  • Ab Bhi Jiska Khoon Na Khaula, Khoon Nahin Voh Paani Hai … Joh Desh Ke Kaam Na Aaye Woh Bekaar Jawani Hai…
  • College Di Gate De Is Taraf Hum Life Ko Nachate Hai … Te Duji Taraf Life Humko Nachati Hai…
  • Ek Pair Past Mein Hai Teh Ek Pair Future Mein Hai … Tabhi Toh Hum Aaj Pe Moot Rahe Hain…
  • (Yeh Toh Bohot Khoon Beh Raha Hai Yar?) Koi Ni, Kaake! Raagon Mein Daudte Daudte Thak Gaya Tha. Azad Hona Chahta Hai…

Siddharth’s Famous Movie Quotes In Rang De Basanti Movie

  • Tum System Ko Badlne Ki Koshish Karte Ho..Yeh System Khudh Tumhe Badalta Hai…
  • Baap Ka Paisa Hai … Pade Pade Sadd Jata Hai…
  • Jo Log Uncha Sunte Hai Unhe Dhamake Ki Zarurat Hoti Hai…
  • Maine Apni Zindagi Desh Ki Azadi Ke Naam Kar Di Hai.. Aish O Aram Ghar Naukari Jaisi Cheeze Mere Liye Koi Mayene Nahi Rakhti.. Main Janta Hu Aap Chahte Hai Meri Shadi Ho, Mera Ghar Basey, Jaise Har Bachhe Ke Maa Baap Chahte Hai, Par Meri Dulhan To Azaadi Hai.. Aapka Agyakaari Beta Bhagat Singh!

Kunal Kapoor’s Famous Dialogue Lyrics In Rang De Basanti Movie

  • Door Se Dus Pass Se Bus … Woh Bhi DTC.
  • Taqdeer Badlne Ka Hoonar Hai Tum Main, Jane Kitno Ko Raste Pe Lana Hai Tume…
  • Mujhe To Lagta Tha Ki Hum Kisi Cheez Ke Liye Lad Jayenge Aisa Koi Jazba Hai Hi Nahi Humare Ander…

Rang De Basanti Famous Movie Quotes (All Hit Dialogue In Writing)

  • Meri Prarthana To Tab Tak Chalegi Jab Tak Yeh Desh Ko Azaadi Nahin Milti. – By Atul Kulkarni
  • Fasadi Nahin Oh Kranti Kari Hain.. Unhe Krantikari Kahiye.. – By Atul Kulkarni
  • Koi Bhi Desh Perfect Nahin Hota … Usse Behtar Banana Padta Hai. – By R Madhavan
  • Sms Generation … Char Liney Zyada Kya Bol Di Lecture Lagne Lagta Hai. – By Anupam Kher
  • Mujhe Hamesha Lagta Tha Ki Duniya Mein Do Tarah Ke Insaan Hote Hain … Ek Joh Chupchap Maut Ka Daman Thaam Lete Hain … Aur Doosre Joh Rote Chilaate Maut Ki Taraf Badhte Hain … Aur Phir Main Teesre Kisam Ke Insaanon Se Mila.

About the Author

Mihir Prasad Mahanta

Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.