Tirangaa Movie Dialogues (Famous Quotes)

Tirangaa Movie Quotes Status (All Hit Dialogue)

Tirangaa Movie Dialogues: Tirangaa is an Indian action drama Bollywood film released in 1993. This is one of the biggest blockbuster of that time featuring Raaj Kumar, Nana Patekar, Mamta Kulkarni on the lead role. You would also like to check all the best dialogues of Nana Patekar in Krantiveer movie.

Tirangaa is one of the best patriotic bollywood movie. Below is the complete list of all the famous hit Tirangaa movie dialogues status lyrics in writing by Nana Patekar and Raaj Kumar.

Tirangaa Hindi Movie - Raaj Kumar

Tirangaa Movie Quotes By Nana Patekar (Dialogue Lyrics In Writing)

  • Apna Toh Ussool Hai … Pehle Laat, Phir Baat, Uske Baad Mulaqat.
  • Yeh Toh Laal Mirch Hai Teekhi Teekhi … Haath Lagao Toh Haath Jale … Mooh Lagao Toh Mooh Jale … Dil Lagao Toh Dil Jale.
  • Maratha Marta Hai Yah Maarta Hai.
  • Tujhe Aaisi Maut Maroonga … Ki Teri Paapi Atma Agle Saat Janam Tak, Kisi Doosre Shareer Mein Ghusne Ke Pehle Kaanp Uthegi.
  • Kaunsa Kanoon, Kaisa Kanoon … Yeh Kanoon Toh Chand Mujrimon Ki Rakhail Ban Behta Hai.
  • Sache Police Ki Ya Toh Maut Hoti Hai … Ya Toh Suspend Kiya Jaata Hai.
  • Pandra Sau Ki Naukri Karne Waala … Ek Din Tujhe Dedh Sau Ka Kafan Pehnayega.
  • Yeh Delhi Bas Mooh Hai Is Liye Batar-Batar Karti Rehti Hai … Yeh Karna Hai, Yeh Hona Chahiye, Hum Mein Dikhana Hai … Bas Dil Ko Tasalli Dene Ke Liye Achcha Lafz Hai Delhi…

Watch: Sultan Mirza Dialogue

Tiranga Movie Dialogue Rajkumar – (Raaj Kumar Best Quotes)

  • Hum Kisi Se Bhi, Kisi Waqt Bhi, Kahin Bhi Mil Sakte Hain … Hamara Jab Dil Chahe
  • Hum Tumhe Woh Maut Denge … Joh Na To Kisi Kanoon Ki Kitaab Mein Likhi Hogi … Aur Na Hi Kabhi Kisi Mujrim Ne Soochi Hogi
  • Hamari Zabaan Bhi Hamari Goli Ki Tarah … Dushmanon Se Seedhe Baat Karti Hai
  • Hum Aankhon Se Soorma Nahin Churate … Hum Aankhen Hi Chura Lete Hain
  • Na Talwaar Ki Dhaar Se, Na Goliyon Ki Bauchaar Se … Banda Darta Hai Toh, Sirf Parvar Digaar Se
  • Yeh Commando Bada Khatarnaak Hai … Tumhara Baap Hai
  • Apna Toh Ussool Hai … Pehle Mulaqat, Phir Baat, Aur Phir Agar Zaroorat Pare Toh Laat
  • Joh Bhaari Nah Ho … Woh Dushmani Hi Kya
  • Read More: Boss Movie Dialogues

    About the Author

    Mihir Prasad Mahanta

    Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

    Leave a Reply

    This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.