Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues Poster HD Wallpaper Akshay Kumar Amitabh Bachchan Bobby Deol

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues (Famous Filmy Quotes)

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues: Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004) is an Indian war drama Bollywood film featuring Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Bobby Deol in lead roles. Below is the list of some famous filmy quotes lyrics in writing from Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues.

Also Check: Stree Movie Quotes

Advertisement

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues By Akshay Kumar

  • Tirchi Nigaahon Se Na Dekh Aashiq-E-Dilgir Ko… Kaise Teer-Andaz Ho Tum, Jara Seedha Toh Karlo Teer Ko.
  • Hoon Main Parwana Magar Koi Shama Toh Ho Raat Toh Ho… Jaan Dene Ko Hoon Haazir… Koi Baat Toh Ho.
  • Mohabbat Rang Lati Hai Jab Dil Se Dil Milte Hain… Mushkil Toh Yeh Hai, Ki Dil Badi Mushkil Se Milte Hain.
  • Kiski Majaal Joh Chede Dilair Ko… Gardish Mein Gher Lete Hain Geedar Bhi Sher Ko.
  • Maa Ke Doodh Mein Toh Dum Hota Hi Hai … Chahe Woh Hindustan Ki Ho Yah Pakistan Ki. Dum Nahin Hota Toh Teri Jaisi Aulaad Main, Joh Apne Maa Ke Doodh Ke Saath Saath Apne Baap Ke Khoon Ko Bhi Paani Kar Deti Hai.
  • Ab Ke Saawan Mein Yeh Shararat Hamare Saath Hui… Hamara Ghar Chodke Saare Shehar Mein Barsaat Hui.
  • Mana Ki Tu Ek Insaan Hai Sari Duniya Ke Liye… Magar Sari Duniya Hai Kisi Ek Insaan Ke Liye.

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogues Poster HD Wallpaper Akshay Kumar Amitabh Bachchan Bobby Deol

  • Aasmaanon Se Kaho Agar Hamari Udaan Dekhni Ho, Toh Apna Kad Aur Uncha Karle … Husn Waalon Se Kaho Ki Agar Ishq Dekhna Ho, Toh Humse Aake Milenge.
  • Aao Jhuk Kar Salaam Kare Unhe… Jinke Hisse Main Yeh Mukaam Aata Hai. Kis Kadar Khus Naseeb Hain Oh Log, Khoon Jinka Watan Ke Kaam Aata Hai…
  • Chalo Hum Aapna Hunar Aazmate Hain, Tum Teer Azman-n-na Hum Jigar Azmate Hain…
  • Kya Sametega Humain Yeh Waqt Ka Gehra Dariya… Hum Kinaron Se Ubharne Ka Hunar Jaante Hain, Sidhe Haaton Ne Jo Kichi Hai Lakeere Tedhi, Un Lakerron Pe Chalne Ka Hunar Jaante Hain.
  • Zindagi Kamaal Hoti Hai, Ulajh Jaaye Toj Jaan Le Le… Sulajh Jaye Toh Bemishal Hoti Hai.
  • Agar Main Apne Ghar Main Teri Khatir Daari Karna Jaanta Hoon… To Tere Ghar Main Ghus Kar Teri Khaal Udhedna Bi Jaanta Hoon
  • Sochata Khatir Karenge Hum Bemishal Teri…. Oh Dekh, Tere Ghar Waale Aagaye Hain Utaarne Khaal Teri.
  • Na Jhagde Hum Aapas Main. Jhagad Kar Toot Jayenge… Tumhara Inaam Hum Hain Humara Inaam Tum Ho
  • Humse Woh Jhoot Bolkar Sharma Rahe Hai Kyun … Thodi Bahut Jhoot Ki Aadat Sabhi Ko Hai…
  • Maut Ke Mandiyon Mein Ja-Jakar Apne Beto Ki Boliyan Di Hai … Desh Ne Jab Bhi Ek Sar Manga, Humne Bhar-Bharke Jholiyan Di Hai…
  • Duniya Ka Aitbaar Karen Bhi Toh Kya Kare … Aasoon Bhi Apni Aankh Ka Apna Na Hua…

Filmy Quotes: Ab Tak Chhappan Dialogues By Nana Patekar

Advertisement

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Quotes By Bobby Deol

  • Pyar Karne Waalo Ke Dil Aur Jaan Kab Ek Doosre Ke Ho Jaate Hai … Unhe Khud Pata Nahi Chalta
  • Dil Mein Hasratein Pehda Is Liye Hoti Hai … Ke Ek Din Poori Ho Sake.
  • Jab Uska Haath Mere Haath Mein Aata Hai … Do Hatheliyon Ke Beech Ek Taj Mahal Ban Jaata Hai
  • Advertisement

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Dialogue Lyrics In Writing By Amitabh Bachchan

  • Jis Desh Mein Pehda Hue Ho Tum, Us Desh Ke Agar Tum Bakht Nahi … Nahi Piya Doodh Maa Ka Tumne, Aur Baap Ka Tum Mein Rakht Nahi
  • Begunahon Ko Maut Dene Waale, Taqdeer Se Aaj Tu Bach Gaya, Lekin Ab Dobaara Jung Main Aamna Samna Hua.. Toh Oh Tumhare Zindagi Ka Aakhri Din Hoga.

Best Dialogues: Sui Dhaaga Movie Dialogue

Other Famous Movie Quotes Of Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo

  • Jo Musalmaan Kafiron Ka Ho Gaya, Oh Hamara Nahin Raha… – By Ashutosh Rana
  • Khel Ke Maidaan Main Jitna Bhi Koi Jitna Hai.. Oye Asli Jeetna Toh Jung Ke Maidaan Main Hota Hai… Us Samay Maaro Ya Mar Jaao.
  • Tu Bhola Bhala Hai Dil, Bekaar Rulaya Jayega … In Shok Haseeno Se Milkar, Wallah Bahut Pachtayega..

Also Check: Batti Gul Meter Chalu Dialogue

Advertisement

About the Author

Mihir Prasad Mahanta

Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.