Taare Zameen Par Movie Dialogue Lyrics (Complete List Of All Famous Movie Quotes In Writing)
Table of Contents
Taare Zameen Par Famous Movie Quotes: Taare Zameen Par (2007) is an India drama film featuring Darsheel Safary, Aamir Khan, Tisca Chopra, Vipin Sharma, Sachet Engineer, Tanay Chheda. It is written by Amole Gupte and directed and produced by Aamir Khan.
Taare Zameen Par is the story of an eight year old boy Ishaan (Darsheel Safary) who thought to be lazy and trouble maker until the new art teacher Nikumbh Sir (Aamir Khan) discover the real problem behind his struggle in school. Below are the collection of some of the funny and inspirational famous dialogues in writing from Taare Zameen Par film.
Also Check: 3 Idiots comedy dialogue lyrics
Aamir Khan’s Best Dialogue Lyrics In Taare Zameen Par
- Duniya Mein Aaise Aaise Heere Paida Huye Hai, Jinhone Sari Duniya Ka Naksha Hi Badal Diya … Kyun Ki Yeh Duniya Ko Apni Alag Nazar Se Dekh Paaye..
- Khayal Karna Bahut Zaroori Hai … Is Mein Ilaaj Ki Shakti Hai … Ek Marham Hai Jisse Dard Mitta Hai…
- Har Bachche Ki Apni Khoobi Hoti Hai, Apni Kaabiliyat Hoti Hai, Apni Chahat Hoti Hai…
- Patri Se Hatkar Bahut Kam Log Soch Paate Hai…
- Apni Ambitions Ka Wajan Apne Bachcho Ke Nazuk Kandhon Pe Daalna … It’s Worse Than Child Labour…
- Edison Bhai Ki Roshni Hum Par Padhti Rahe…
Taare Zameen Par Famous Movie Quotes (All Famous Dialogue In Writing)
- Joh Dikhta Hai Humko Lagta Hai, Hai … Aur Joh Nahi Dikhta Humko Lagta Hai, Nahi Hai … Lekin Kabhi Kabhi Joh Dikhta Hai, Woh Nahi Hota … Aur Joh Nahi Dikhta, Woh Hota Hai…
- Bahar Ek Beraham Competitive Duniya Basi Hai … Aur Is Duniya Mein Sabhi Ko Apne Apne Gharon Mein Toppers Aur Rankers Ughaane Hai….
- Padhne Likhne Ke Liye Aksharon Ki Awaaz, Unki Banavat, Shabdon Ka Matlab Samajhna Zaroori Hai…
- Gyan Toh Gyan Hota Hai … Chahe Woh Zabaani Ho Ya Likhit….