Hum Tumhare Hain Sanam Movie Dialogue Lyrics (Complete List Of All Famous Movie Quotes)
Table of Contents
Hum Tumhare Hain Sanam Famous Movie Quotes: Hum Tumhare Hain Sanam (2002) is an Indian Hindi romantic drama film featuring Salman Khan, Shah Rukh Khan and Madhuri Dixit on lead role. Aishwarya Rai has a cameo appearance in the movie. It is directed by K. S. Adhiyaman.
Hum Tumhare Hain Sanam is the remake of Tamil film Thotta Chinungi. Movie shows how Gopal (Shah Rukh Khan) misunderstood his wife Radha (Madhuri Dixit) and her friendship with Suraj (Salman Khan). A small misunderstanding become the reason of a family war. To know the story of the movie you need to watch the full length movie. Below are collection of some famous dialogues in writing from the movie.
Also Check: Hum Aapke Hain Koun Movie Quotes
Hum Tumhare Hain Sanam Famous Movie Quotes Ft. Shah Rukh Khan
- Sirf ghar se bahar jaane waali aurat badchalan nahi hoti … ghar ki baatein charon taraf bahar karne waali aurat bhi badchalan hoti hai…
- Sirf bistar par saath mein sona hi ek biwi ka farz nahi hai … mann se mann milna chahiye..
- Mere dil mein toh sirf tum hi tum ho … lekin tumhare dil mein main hoon ya nahi … main nahi jaanta…
- Mard aurat ka bhagwan hota hai … balki usse bhi ooncha hota hai.
Famous Dialogue Of Hum Tumhare Hain Sanam Movie
- Agar aurat kisi se pyar karti hai, woh chahe kitna hi ghatiya ho … lekin wohi uske liye sab kuch hai … aur kisi se nafrat karti hai, woh chahe kitna hi mahaan ho … lekin uske liye kuch bhi nahi.. By Unknown