Karan Arjun Movie Dialogue Lyrics (Complete List Of All Famous Movie Quotes)
Table of Contents
Karan Arjun Famous Movie Quotes: Karan Arjun (1995) is an Indian action revenge thriller drama Hindi movie featuring Salman Khan, Shahrukh Khan, Rakhee Gulzar, Amrish Puri, Kajol, Mamta Kulkarni, Amrish Puri, Aashif Sheikh, Ranjeet. It is directed by Rakesh Roshan.
Karan Arjun Hindi movie shows how the mother’s (Rakhee Gulzaar) believe on god brings his two reborn son Karan (Salman Khan) and Arjun (Shah Rukh Khan) from different places without knowing their past again reunite near there mother and avenge their death and there father’s death. below are the collection of all the famous dialogues in writing from Karan Arjun.
Also Check: Tere Naam Movie Famous Dialogue Lyrics
Salman Khan’s Best Dialogue Lyrics In Karan Arjun
- Daayan Haath Jeb Mein Rakh Lo Seth … Varna Zindagi Bhar Aapko Baayen Haath Se Khana, Khana Padega…
Shahrukh Khan’s Famous Movie Quotes In Karan Arjun
- Kiss Gaalon Pe Nahi … Hoton Pe Kiya Jata Hai…
- Pyar Mein Jab Tak Maut Se Na Khelo … Milne Waali Zindagi Ka Mazaa Nahi Aata…
- Ghode Par Bahetkar Jaan Ki Baazi Lagane Mein Woh Maaza Nahi … Joh Chahat Ke Maidan Mein Dil Ki Baazi Laga Dene Mein Hai…
Rakhee Gulzar’s Famous Dialogue In Karan Arjun Movie
- Mere Bete Aayenge, Mere Karan Arjun Aayenge … Zameen Ki Chaati Phad Ke Aayenge, Aasman Ka Seena Cheer Ke Aayenge…
- Jab Maa Ka Dil Tadapta Hai Na … Toh Aasman Mein Bhi Daraarein Padh Jati Hai…
- Main Toh Budhi Ho Gayi, Meri Aankhen Kamzor Ho Gayi … Lekin Mera Vishvas Kamzor Nahi Hua…
- Khoon Ki Holi Khelne Waale, Aaj Main Dekhti Hoon … Khoon Kiska Behta Hai Aur Laashein Kiski Girti Hai…
- Waqt Ka Marham … Zindagi Ke Har Zakhm Ko Bhar Deta Hai…
- Mere Andhere Jeevan Mein … Subah Phir Se Laut Aayi Hai…
- Bhavnao Ki Chot Jab Dil Par Lagti Hai … Toh Nafrat Ki Jwala Badakh Uthti Hai..
Amrish Puri’s Hit Dialogue In Karan Arjun Bollywood Movie
- Main Toh Samajhta Tha Ki Duniya Mein Mujhse Badkar Kamina Aur Koi Nahi Hai … Lekin Tumne End Mauke Par Aaisa Kaminapan Dikhaya Hai … Ki Hum Tumhare Kaminepan Ke Ghulam Ho Gaye Hai..
- Aaisi Maut Maroonga Is Kamine Ko … Ki Bhagwan Yeh Punar Janam Waala System Hi Khatam Kar Dega…
- Mere Dushmano Ko Sar Chupane Ke Liye Jagah Dene Waalon … Main Tumhari Chittaon Ko Jalne Ke Liye Jagah Nahi Doonga….
- Hamare Ghar Ki Bahu Betiyan Jab Kabhi Beizzati Ke Daldal Mein Kadam Rakhti Hai … Toh Hum Unhe Haveli Ki Char Deewari Mein Zinda Chunwa Dete Hai…
- Paison Ke Mamle Mein Main Pehdaishi Kamina Hoon … Dosti Aur Dushmani Ka Kya, Apno Ka Khoon Bhi Pani Ki Tarah Baha Deta Hoon..
- Apne Raaste Se Kaanto Ko Hata Dena Aur Dushmano Ko Mita Dena … Hamare Khandan Ki Parampara Hai…
- Bhudhape Mein Jism Bekaar Ho Jaate Hai … Lekin Tune Toh Apni Zindagi Hi Bekaar Kar Di..
- Hum Khandani Thakur Hai … Hamari Ragon Mein Khoon Ke Saath Saath Zid Aur Ahankaar Bhi Daudta Hai…
- Tere Saare Khandaan Ki Maut … Mere Haath Ki Lakeeron Mein Likhi Hai…
Kajol’s Famous Quotes From Karan Arjun Film
- Daulat Se Insaan Keemti Bistar Khareed Sakta Hai, Magar Neend Nahi Khareed Sakta … Daulat Se Insaan Roti Khareed Sakta Hai, Magar Bhook Nahi … Daulat Se Insaan Jism Khareed Sakta Hai, Magar Sacha Pyar Nahi Khareed Sakta…
- Zindagi Mein Joh Hota Hai Woh Socha Nahi Hota … Aur Joh Socha Jata Hai Woh Kabhi Hota Nahi … Aur Joh Kabhi Nahi Hota, Woh Kabhi Kabhi Ho Jata Hai..
Karan Arjun Famous Movie Quotes In Writing
- Marte Insaan Ki Antim Ichcha Poori Karna … Is Sansar Ka Sabse Bada Punya Hove Hai.. – By Ashok Saraf
- Main Teri Maut Apni Mutthi Mein Laya Hoon